IMTEHAN MAIN KAMYABI K LIYE
NAQSH NO 22 (IMTEHAN
MAIN KAMYABI K LIYE): Hum is mozu main aisay afrad ka tazkara karain gay jo Imtehan
main bar bar nakami ka samna kartay hain. Aksar dekha jata hai k bohat zaheen
Afrad bhi Imtehan main nakam ho jatay hain aur baaz kund zehen afrad kamyabi
hasil kar letay hain. Sawal ye hai k zaheen aur mehnti honay k bawajood wo
Imtehan main nakam kiun ho jatay hain?